«« MUHAMMAD ALi »» ☯(►ﮧ◄)☯
JAiZ hai ... BUT evaiN JAiZ nahi ... meanx Koi MASLA na Ho ... auR MASJiD ja b Skty hon but na jaein PhiR GUNNAH HAi ... ager Koi Sahi REASON hai PhiR GUNNAH nahi ...
«« MUHAMMAD ALi »» ☯(►ﮧ◄)☯ab mjhy ye Nahi PaTa k SAHi REASON kya hai ... Meanx mene ye b suna hai MOULANA TARiQ JAMEEL sy k DUKAN mei NAMAZ perhna Office mei NAMAZ perhna ... k HUM BUSY hain .... ye B ACHA nahi ... BEHTAR yehi hai k MASJiD ja k BA JAMMAT namaz perhain .. jesa... moreab mjhy ye Nahi PaTa k SAHi REASON kya hai ... Meanx mene ye b suna hai MOULANA TARiQ JAMEEL sy k DUKAN mei NAMAZ perhna Office mei NAMAZ perhna ... k HUM BUSY hain .... ye B ACHA nahi ... BEHTAR yehi hai k MASJiD ja k BA JAMMAT namaz perhain .. jesa NAMAZ ka HAQ hai ... ALLAH sy MULAQAAT hai koi AAM bat to hai NAhi ...
تحسین زاھد قر یشیmard ho ya aurat kise kay liya bhe namaz chorna to kise bhe halat main jaiz nahin hay (chahay isharay say he parhane paray//....jo mard masjid ke namaz choor kar ghar main partay hain un kay liya hay yeah hadees...dosre bat yeah hay kah mard kay liya... moremard ho ya aurat kise kay liya bhe namaz chorna to kise bhe halat main jaiz nahin hay (chahay isharay say he parhane paray//....jo mard masjid ke namaz choor kar ghar main partay hain un kay liya hay yeah hadees...dosre bat yeah hay kah mard kay liya kisee tarha bhee jaiz nahin kah woh masjid kee namaz choor kar ghar main parhay..ya office main....(sakhat majbore ho too..means.. .bemar ho...) haan yeah bat hay kah kam main masrofiyat ke waja say jamat nikal jay too us soorat main ofice ya ghar main jamat karwa sakta hay..... yeah nahin ho ga kah masjid ke jamat choor kar ofice ya ghar main jamat karway... is baray main main nay jamia banoriya karachi say fatwa liya thaaa. kise ko chahya hoo too woh lay lay...... less